LIFE ME SUCCESS HONE KE
LIYE KYA KARE
LIYE KYA KARE
); Hello friends aj ham apko
btane ja rhe hai ki life me
kaise success ho.Apne
kekha hoga ki bahut logo
ne success hone ke liye
kai tarika btate hai. Is subject
ko lekar bahut sare logo
ne books padhte hai, internet
par search karte hai, kai
seminar attend karte hai.
Kuch log ne iska fayda
utha kar kife me successful
ban bhi jate hai.
Aur kuchh log asafal
bhi ho jate hai kyoki
unko kam karne ka koi
idea nhi hota .Isliye aaj
ham btane ja rahe hai ki
kaise successful ban ne ka
tarika share kar raha hun.
kuchh steps apko follow
karne hai
1. Sabse ek lakshy or (goal) banaye.
Apne lakshya ko pane le
liye hi safalta hai. Isliye
agar safal hona hai to
ek goal banaye.
safalta pane ke liye first
step yah hai ki apne mind
me clear define kariye ki
apko success kis field me
pana hai. apki manzil kya hai.
Kuchh person ko clarity nhi
rahti ki success hone ka
matlab kya hota hai.
kuchh log samajhate hai ki
ek achha ghar achhi job
aur ek achhi family ho
wahi success hai. Ye thik
hai but general definition
hue isliye apne success
ke liye aap bar bar apne
man me repeat kar sake.
Jise bolte hi apki ankho
me chamk a jaye. Aapko
ek challenge ke sath sath
ek challenge ke sath sath
ek achievement ka bhi
Ehsas ho.
2. Goal Banate Samay:-
Goal bada banaye aap jitna
bada soch sakte hai jise aap
dimag me baitha sakte hai.
Agar aap ne apni puri takat
laga ke Effort kiya to apka
goal hasil ho sakta hai.
3. Aap koi bhigoal bana
sakte hai ki muche ek
professor banana hai.
Agar ap use pa gaye to
thik hai nhi to ye sochikye
ki mujhe teacher banana hai.
Mera matlab hai ki apka
goal apko motivate karme
wala ho. Aisa na hoki use
blote hi andar se avaj aye
ki yaar ham se kaha fas gye.
ye mujhse nhi ho payega.
Agar apko apna goal pana
hai to apne dimag se nhi
word nikal dijiye. Balki
apne goal ke bare me bat
karte hi chehre par chamak
a jani chahilye ki Yes mai
kar sakta hun.
4. Concentrate on Goal;-
Goal banane ke bad aap us
par focused kare use achieve
karne ke liye hard work kare.
Jaise is quotes me thoreau
sahab ne kaha hai.
" Wahi Safal hota hai
Jiska kam use nirantar
anand deta hai."
Agar apko success hona
hai to apko focuses ho
kar apne goals ka pichha
karna hoga raste me tamam
nai opportunities apko mind
divert karne ki kosis karengi
koi bussiness plan samjhayega,
to koi jaldi aamir banane ke liye
btayega tgo koi apko achhi
naukri dega, lekin in sab ko
aapko reject karna hai.
Jaise mai jab ITI ELECTRICIAN me
admission liya to mujhe log
mana kar rahe the ki ye
tu kya kar raha hai, isse
achha to computor me hardware
networking kare isme Achha
paisa milega, phir kya Agar
iti kar raha hai to fitter se is
field me jyada job milegi lekin
mai kisi ki bat nhi mani. Aaj
mai ek safak electrician hun.
Friends chahe jitni bhi distraction
a jaye apko sirf aur sirf apna goal
achieve karna aur kuchh nhi phir
chahe dusri chije attractive hi kyo
na ho use kitna bhi paisa milta ho
nahi chahiye muhhe apni life me
sirf mera goal chahiye aur
kuchh bhi nahi.
"No Pain ,No Gain"
Isliye agar apko apna goal
prapt karna hai to kadi
mehnat karni hogi lagatar
everyday jab tak apka goal
na mil jaye. Aapko kucyhh
chizo se thoda duri banana
hoga, jaise facebook ko
band karna hoga, whatsapp
disable karna hoga, Apko
subah jaldi uthna hoga aap
yakin maniye bade se bade
goal bhi aapko achievabole
lagne lagenge.

Abhi tak jitne achiver hue
hai Jaise (Mahatma Gandhi,
The great khali, P.T USHA
SANIA MIRZA, SACHIN
TENDULAR), har kisi ne
hard work kiya hai apne
goal ko pane ke liye.
Aapke raste bahut adchane
ayenge aap use jhuka dijiye
aur success lo apni muthi
me bhar lijiye.
5.Apna Josh banaye rakhe,
satark rahe aap focus kare
aur thodi hard work kare.
Par ek cheej ha aur jo success
pane ke liye bahut jaruri hai.
Wo hai Utsah, josh junoon.
Iske alawa aap apna
josh nirantar rakhne ke
liye aap motivational books,
videos aur blogs ka sAhara
bhi le sakte hai.
BEST OF LUCK.
0 comments:
एक टिप्पणी भेजें
Hamari WordPress professional technology Hindi blog pe visit kare aur paye sabhi taraha ki jankari free jese intranet make money tech blogger WordPress blogging SEO and bahut kuch latest android computer photo shop etc visit Hinditechtown.com